Showing posts with label Chaahat Poetry. Show all posts
Showing posts with label Chaahat Poetry. Show all posts

Tuesday, May 28, 2013

Karingy Kiya Rafaqat Ho Gai To Humain Hasil Yeh Raahat Ho Gai To



کریں گے کیا؟ رفاقت ہو گئی تو؟
ھمیں حاصل یہ راحت ہو گئی تو؟
Karingy Kiya? Rafaqat Ho Gai To?
Humain Hasil Yeh Raahat Ho Gai To?
مجھے پہلو میں اپنے مت بٹھانا
شرافت سے شرارت ہو گئی تو؟
Mujhy Pehlo Me Apny Mat Bitho
Sharafat Se Shararat H Gai To?
تیرے کہنے پہ تم سے روز مل لوں
مجھے تم سے محبت ہو گئی تو؟
Tere Kehny Pe Tumse Rooz Mil Lon
Mujhy Tumse Muhabbat Ho Gai To?
مجھے مانگا ہے تم نے ہنستے ہنستے 
تیری قبول حاجت ہو گئی تو؟
Mujhy Manga Hai Tume Hansty Hansty
Teri Qabool Hajat Ho Gai To?
میں تم کو آج جانے بھی اگر دوں
تمہیں جانے کی عادت ہو گئی تو؟
Main Tumko Aaj Jane Bhi Agar Du
Tumhain Jane Ki Aadat Ho Gai To?
ہنسو مت حالِ دل پہ اس طرح سے
تمہیں بھی ایسی چاہت ہو گئی تو؟
Hanso Mat Haal-E-Dil Pe Is Tarha Se
Tumhain Bhi Easi Chaahat Ho Gai To...!!!

Monday, May 27, 2013

Ab Ki Baar Ek Ajeeb Si Khahish Uthi Hai Dil Me Koi Toot Ke Chahe Mujhy Aur Main Bewafa Niklon



Ab Ki Baar Ek Ajeeb Si Khahish Uthi Hai Dil Me,

Koi Toot Ke Chahe Mujhy Aur Main Bewafa Niklon...!!!


Thursday, May 23, 2013

Tu Hi Yeh Mujhko Bata De Chaahun Main Ya Na




Tu hi ye Mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na

Tu hi ye mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata.. de, Chaahun main ya Na

Itna bata dun tujhko, chahat pe apni Mujhko
Yun toh nahin ikhtiyaar, phir bhi ye socha dil Ne
Ab jo laga hoon milne, poochun tujhe ekBaar..

Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..

Aasi kabhi pehle hui na Thi
Khawahishein.. 
Kisi se bhi milne kina kithi Koshishein
Uljhan meri sujha de, Chahun main ya Na
Aankhon aankhon mein jata De
Chaahun main ya Na..

Mere chhote chhote Khwaab hai, Khwaabon mein geet hain
Geeton main zindagi hai, Chahat hai, preet Hai
Abhi main na dekhun khwaab Woh
Jin mein na tu mile, Le khole hoth Haine
Ab tak the jo sile

Mujhko na jitna mujhpe, Utna is dil ko Taujhpe
Hone laga aitbaar, Tanha lamho main Apne
Bunti hun tere sapne
Tujhse hua mujhko Piyar..

Poochungi tujhko kabhi na, Chaahun main ya Na
Tere Khwaabon main ab jeena, Chaahun main kyon Na..

Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..


Mangatey Hain Log Hum Say Teri Muhabbat Ka Saboot




Mangatey Hain Log Hum Say Teri Muhabbat Ka Saboot,

Meri Mehandi Ka Lal Rang Teri Chaahat Ki Gawahi Deta Hai...!!!


Monday, May 20, 2013

Woh Ishq Bhi Tera Tha Woh Chahat Bhi Teri Thi




Woh Ishq Bhi Tera Tha Woh Chahat Bhi Teri Thi
Woh Apnane Or Thukrane ki Aadat Bhi Teri Thi,

Hum Apni Muhobbat Ka Insaaf Mangte Bhi To Kis Se
Woh Shahar Bhi Tera Tha Woh Adalat Bhi Teri Thi...!!!

Friday, May 17, 2013

Zara Pane Ki Chahat Main Bohat Kuch Choot Jata Hain




Zara Pane Ki Chahat Main
Bohat Kuch Chhoot Jata Hain,

Na Jane Sabr Ka Dhaaga
Kahan Par Toot Jata Hain,

Kise Hamrah Kehte Ho
Yahan To Apna Saya Bhi,

Kahin Par Saath Rehta Hain
Kahin Par Chhoot Jata Hain,

Ajab Shay Hai Ye Rishta Bhi
Bahat Mazboot Lagta Hain,

Zara Si Bhool Se Lekin,
Bharosa Toot Jata Hain...!!!


Thursday, May 16, 2013

Tumhain Dekh Kar Koi Aur Bhi Jeeta Hai




Tumhain dekh kar koi aur bhi
Jeeta hai,

Tumhain hasata dekh koi aur bhi
Hasta hai

KHUDA ke liye apna khayal
Rakhna

Ae Mere Humsafar

Koi esa bhi hai jo sirf Tmhare
Liye jeeta hai...!!!


Saturday, April 6, 2013

Youn Mere Dil Ke Barabar Tera Gham Aaya Hai





Youn mere Dil ke Baraber tera Gham aaya hai
Jaise sheese ke Muqabil koi Patthar jaana,

Jaise Mehtaab ko Beant Samander Chahe
Maine Iss Taur Se Chaha Tujhe Aksar Jaana...!!!


Wednesday, April 3, 2013

Mangatey Hain Log Hum Say Teri Muhabbat Ka Saboot




Mangatey Hain Log Hum Say Teri Muhabbat Ka Saboot,

Meri Mehandi Ka Lal Rang Teri Chahat Ki Gawahi Deta Hy...!!!


Apni Chahaton Ko Rishton Men Badalne Nahi Deta




Apni Chahaton Ko Rishton Men Badalne Nahi Deta
Khud Ko Mere Dil Se Nikalne Nahi Deta,

Har Waqt Abaad Khushiyon Ka Chaman Rakhna
Nafrat K Kisi Phool Ko Khelne Nahi Deta,

Laakh Aandhi Chale ya Toofaan Aaye
Meri Umeed ka Chiragh Bujhne Nahi Deta,

Jitne Bhi Mawaqe Laaen Judai Ka Imkaan
Dil Ko Magar Wadon Se Mukarne Nahi Deta,

Is Zamane Se Yeh Dil Sadaa Gham Uthaye
Meri Chahat Tere Dil Men Marne Nahi Deta,

Jab Chahon Muhabat Ka Saya Mujhe Dena
Tanha Dhoop Men Mujhe Jalne Nahi Deta...!!!


Rasta Aisa Dhi Dushwar Na Tha




Rasta aisa bhi Dushwar na tha
Bus Tum ko Hamari Chahat Pe Aitbar na tha,

Tum hi Chal na sakey Hamare sath
Warna Hamein to Jaan denay se bhi Inkar na tha..!!


Tera Naam Likh Likh Kar Mitana Bhool Jati Hoon




♥ ♥ "Tera Naam Likh Likh Kar Mitana Bhool Jati Hoon".. ♥ ♥
♥ ♥ "Tujhe Yaad Jabb Karon Bhulana Bhool Jati Hoon".. ♥ ♥

♥ ♥ "Bahut si Aisi Baatain Hain Jo Dill Mein Rehti Hain".. ♥ ♥
♥ ♥ "Magar Jab Tujhse Milon Sunana Bhool Jati Hoon".. ♥ ♥


Tuesday, April 2, 2013

Sunday, March 31, 2013

Maloom Nahi Mere Dil Ko Tum Se Kitni Muhabbat Hai



Maloom Nahi Mere Dil Ko Tum Se Kitni Muhabbat Hai,

Na Hi Tum Bin Jeeny Ka Tasawur Karta Hai Na Hi Marny Ka Soochta Hai...


Friday, March 29, 2013

Mere Jism Se Meri Rooh Nikaal Di Usney




Mere jism se Meri Rooh Nikaal di Usney,
Muje Udaas Rehne ki Aadat si Daal di Usney,

Ksi ne us se Pocha, Ke Chaahat kya hai?
Pehley tou Bohat Roya, Phir Meri Misaal di Usney.


Us Ke Sath Rehte Rehte Hamein Chahat Si Ho Gayi




Us Ke Sath Rehte Rehte Hamein
Chahat Si Ho Gayi,

Usse Baat Karte Karte Hamein Aadat
Si Ho Gayi,

Ek Pal Bhi Na Mile To Najane
Bechaini Si Rehti Hai,

Dosti Nibhate Nibhate Hamein
Mohabbat Si Ho Gai...