Showing posts with label Wafa SMS. Show all posts
Showing posts with label Wafa SMS. Show all posts

Sunday, June 2, 2013

HaTh PaKaD Ke RoK LeTe Unko AgaR Un PaR MeRa KoI ZorR HoTaa



HaTh PaKaD Ke RoK LeTe Unko
AgaR Un PaR MeRa KoI ZorR HoTaa,

Naa RoTe Hum BhI UnKe LiYe PaGaLon Ki TaRaHh
AgaR HamARi ZNDGi Me UnKe SiWaa KoI aur HoTa...!!!



Monday, May 27, 2013

Aag Dil Me Lagi Jab Wo Khafa Huey



Aag Dil Me Lagi Jab Woh Khafa Hue
Mehsoos Hua Tab, Jab Woh Juda Hue,

Karke Wafa Kuch De Na Sake Woh
Per Bohat Kuch De Gaye Jb Woh Bewafa Hue...!!!


Mohabbat Kisi Se Tab Hi Karna Jab Mohabbat Ko Nibhana Seekh Lo



Mohabbat Kisi Se Tab Hi Karna Jab
Mohabbat Ko Nibhana Seekh Lo,

Majboriyoon Ka Sahara Lekar
Chor Dena Wafadari Nahi Hoti...!!!


Thursday, May 23, 2013

Kooey-E-Wafa Se Hum Hazar Bar Guzer Kay Aaay




Kooey-E-Wafa se hum Hazar Bar Guzer kay Aay 
Magar koi Sada-E-Shanasa bhi na Aaey Kaheen Say,

Mohabbaton Me woh jo Dawaa Gir Tha,
Taa abd Intezar ki Shama Jalaay Rakhnay Ka,

Woh kaheen Nazar Nahi Aaya...!!!


Wednesday, May 22, 2013

Tu Yaad Bohat Aaya Har Sham Kay Baad




Tu Yaad Bohat Aaya Har Sham Kay Baad
Kabi Aaghaz Se Pehle Kabi Anjam Kay Baad,

Iss Doobte Sooraj Ki Qasam Iss Dil Pay
Koi Naam Nahi Likha Tere Naam Kay Baad...!!!


Humari Mohabbat Se To Yeh Duniya Bhi Waaqif Hai




Humari Mohabbat Se To Ye Duniya Bhi Waaqif Hai,

Na Hum Ne Yaar Badle, Na Hum Ne Manzilein Badli...!!!

Tere Piyaar Ki Hifazat Kuch Is Tarha Se Ki Hum Ne




Tere Piyaar Ki Hifazat Kuch Is Tarha Se Ki Hum Ne

Jab Kabhi Kisi Ne Piyar Se Dekha To Nazrein Jhuka Li Hum Ne...!!!


Monday, May 20, 2013

Kisi Ko Intezar Ki Saza Nahi Dete




Kisi Ko Intezar Ki Saza Nahi
Dete,

Piyar Dene Wale Ko Dil Se Bhula Nahi
Dete,

Mere Ho Aur Hamesha Sirf Mere
Rehna,

Kyun Ke Ham Har Kisi Ko Aisi Wafa Nahi
Dete...!!!


Hum To Jal Gaye Yaron Ki Muhabbat Me Mom Ki Tarah




Hum To Jal Gaye Yaron Ki Muhabbat Mein Moom Ki Tarah.

Agar Phir Bhi Koi Humein Bewafa Kahy To Uski Wafa Ko Salam Apna...!!!


Saturday, April 6, 2013

Mujhse Ta Umar Saath Ki Tawakko Na Kariye



Mujhse Ta Umar Saath Ki Tawakko Na Kariye,

Main Wafa Nahi, Wafa Ka Dhoka Hon, Mujhe Bhool Jaayiye...!!!


Ho Qasr-E-Zer Nigaar Mubarik Ho Aap Ko



Ho Qasr-E-Zer Nigaar Mubarik Ho Aap Ko

Khasta sa ek Makaan hun, Mujhe Bhool Jaaiye,

Faatih na meri Yaad mein Aansu Bahaiye
Ek Mauj-E-Rawan hun, Mujhe Bhool Jaaiye,

Mujhse Ta Umr Saath ki Tawakko na Kariye
Main Wafa nahi, Wafa ka Dhoka Hon, Mujhe Bhool Jaayie...!!!


Wednesday, April 3, 2013

Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jaate Hain




Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jaate Hain
To Khayaalon Mein Bohut Door Nikal Jaate Hain,

Gar Wafaaon Mein Bohut Sadaaqat Bhi Ho Shiddat Bhi
Phir To Ehsaas Se Pathar Bhi Pighal Jaate Hain,

Us Ki Aankhon Ke Nash-E-Man Mai Hoon Jab Se Doobe
Larkhadaate Hain Kadam Or Sambhal Jaate Hain,

Bewafaayi Ka Mujhe Jab Bhi Khayaal Aata Hai
Ashk Rukhsaar Par Aankhon Se Phisal Jaate Hain,

Pyaar Mein Ek Hi Mausam Hai Bahaaron Kaa Ae Dost
Log Mausam Ki Tarhaan Kaise Badal Jaate Hain...!!!