Showing posts with label Sad SMS. Show all posts
Showing posts with label Sad SMS. Show all posts

Sunday, June 2, 2013

Ik Pal Me Barbaad Kar Dete Hain Jo Dil Ki Basti Ko



Ik Pal Me Barbaad Kar Dete Hain Jo Dil Ki Basti Ko,

Woh Loog Dekhne Me Aksar Maasoom Huaa Karty Hain...!!!


Meri Mohabbat Ki Itni Si Kahani Hai



Meri "Mohabbat" ki itni Si kahani Hai
Dobi Hui "Kashti" Roka Huaa "Pani" Hai,
 

Ik "Gulab" unki "Kitab" may "Dam" Toord Chuka Hai
Unhay Yaad Bhi nahi Yeh Kis ki "Nishani" Hai...!!!


Missing You My Love....


Har Baar Muqadar Ko Kasoor Dena Achi Baat Nahi



Har baar Muqadar ko Kasoor dena achi Baat Nahi,

Kabhi Kabhi hum Unhe Mang lete hain jo Kisi Or ke Hote Hein...!!!



Monday, May 27, 2013

Woh To Aisa Tha Ke Ik Aanso Girnay Ki Bhi Wajah Pocha Karta Tha



Woh To Aisa Tha Ke Ik Aanso Girnay Ki Bhi Wajah Pocha Karta Tha,

Par Na Janay Kion Ab Ussay Barsaat Ki Pehchaan Nahi Hoti...!!!



Kaha Tha Na Bhool Jaogy Meri Baat Pe Aksar Lara Karty Thy Tum




Kaha Tha Na Bhool Jaogy,

Meri Baat Pe Aksar Lara Karty Thy Tum...!!!


Meri Khushi Ke Lamhe Mukhtsar Hain Is Qadar Guzar Jate Hain Mere Muskorane Se Pehly



Meri Khushi Ke Lamhe Mukhtsar Hain Is Qadar,

Guzar Jate Hain Mere Muskorane Se Pehly...!!!


Aaj Bari Dair Tak Woh Muhabbat Dikhata Raha Mohsin



Aaj Bari Dair Tak Woh Muhabbat Dikhata Raha
"Mohsin"
Na Jane Q Laga Ke Woh Muhabbat Choor Jaega...!!!

Thursday, May 23, 2013

Nadan na'samajh dil! Matt talash ker usay yahaN ab!




Nadan na Samajh Dil! Matt Talash Kar usay Yahan Ab!

Sheher-E-Muhabbat Me Kooey-E-Wafa, Kahein Nahin Hai...!!!


Mohabbat Ko Talashtay Rahay Magar




Mohabbat ko Talashtay Rahay 
Magar,,,
Tishna Lab-O-Nakamran
Aur Jab Nikalnay Lagay Koochay Se 
To Ik Sada-E-Na Aashna Aae...!!!


Yeh Dard Ki Kaifyat Beyaan Ho Kaise




Yeh Dard Ki Kaifyat Beyaan Ho Kaise,

Aaj Toota Hai Bharam Meri Muhabbat Ka...!!!


Sari Duniya K Chup Rehnay Say Mujhey Gharz Nahi




Sari Duniya K Chup Rehnay Say Mujhey Gharz Nahi,

Bas Aik Tera Khamosh Rehna Mujhey Takleef Daita Hai...!!!


Gila Kaisa Jo Tum Ne Toor Dia Main Khud Bhi Tang Thi Is Dil-E-Nadaan Ke Haathon




Gila Kaisa Jo Tum Ne Toor Dia,

Main Khud Bhi Tang Thi Is Dil-E-Nadaan Ke Haathon...!!!


Ab Woh Bewafa Kisi Aur Se Kehti Hogi




Ab Woh Bewafa Kisi Aur Se Kehti Hogi,

Tu Mere Jaan Hai, Bhala Tujh Ko Bhola Sakti Hon...!!!