Showing posts with label T. Show all posts
Showing posts with label T. Show all posts

Friday, May 31, 2013

Tabeeb Kehty Hain Ke Main Bach Jaonga Parheiaz Yeh Ke Usy Bhoolna Hoga



Tabeeb Kehty Hain Ke Main Bach Jaongam,

Parheiaz Yeh Ke Usy Bhoolna Hoga...!!!


Thursday, May 23, 2013

Tu Hi Yeh Mujhko Bata De Chaahun Main Ya Na




Tu hi ye Mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na

Tu hi ye mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata.. de, Chaahun main ya Na

Itna bata dun tujhko, chahat pe apni Mujhko
Yun toh nahin ikhtiyaar, phir bhi ye socha dil Ne
Ab jo laga hoon milne, poochun tujhe ekBaar..

Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..

Aasi kabhi pehle hui na Thi
Khawahishein.. 
Kisi se bhi milne kina kithi Koshishein
Uljhan meri sujha de, Chahun main ya Na
Aankhon aankhon mein jata De
Chaahun main ya Na..

Mere chhote chhote Khwaab hai, Khwaabon mein geet hain
Geeton main zindagi hai, Chahat hai, preet Hai
Abhi main na dekhun khwaab Woh
Jin mein na tu mile, Le khole hoth Haine
Ab tak the jo sile

Mujhko na jitna mujhpe, Utna is dil ko Taujhpe
Hone laga aitbaar, Tanha lamho main Apne
Bunti hun tere sapne
Tujhse hua mujhko Piyar..

Poochungi tujhko kabhi na, Chaahun main ya Na
Tere Khwaabon main ab jeena, Chaahun main kyon Na..

Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..


Taiz Hawa Ney Mujh Sey Poocha




Taiz Hawa Ney Mujh Sey Poocha
Rait Pey Kya Likhtey Rehtey Ho? 

Kaash Koi Humsey Bhi Poochey
Raat Gaye Tuk Kyon Jaagey Ho...???


Teri Hasti Se Teri Zaat Se Khushbu Aaye




Teri Hasti Se Teri Zaat Se Khushbu Aaye
Tu Jo Boly To Teri Bat Se Khushbu Aaye,

TujhKo Dekhon To Meri Aankh Mehak Si Jaye
TujhKo Sochon To Khyalaat Se Khushbu Aaye,

Tu Chambeli Hay? Nargis Hay Ke! Raat Ki Rani?
TujhKo Chu Loon To Mere Hath Se Khushbu Aaye...!!!


Wednesday, May 22, 2013

Tu Yaad Bohat Aaya Har Sham Kay Baad




Tu Yaad Bohat Aaya Har Sham Kay Baad
Kabi Aaghaz Se Pehle Kabi Anjam Kay Baad,

Iss Doobte Sooraj Ki Qasam Iss Dil Pay
Koi Naam Nahi Likha Tere Naam Kay Baad...!!!


Tujhe Khwabo Me Aksar Log Mujhse Cheen Liya Karte Hain



Tujhe Khwabo Me Aksar Log Mujhse Cheen Liya Karte Hain,

Tujhe Wasta Mohabbat Ka, Hamein Sone Na Dia Kar...!!!

Tere Piyaar Ki Hifazat Kuch Is Tarha Se Ki Hum Ne




Tere Piyaar Ki Hifazat Kuch Is Tarha Se Ki Hum Ne

Jab Kabhi Kisi Ne Piyar Se Dekha To Nazrein Jhuka Li Hum Ne...!!!


Thursday, May 16, 2013

Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhain Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge




Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhain
Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge,

Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena
Aur Hum Har Baar Toot Jaya Karenge...!!!


Tumhain Dekh Kar Koi Aur Bhi Jeeta Hai




Tumhain dekh kar koi aur bhi
Jeeta hai,

Tumhain hasata dekh koi aur bhi
Hasta hai

KHUDA ke liye apna khayal
Rakhna

Ae Mere Humsafar

Koi esa bhi hai jo sirf Tmhare
Liye jeeta hai...!!!


Wednesday, May 15, 2013

Tot Ke Bikhar Gaye Hum Jab Unhon Ne Dor Jane Ko Kaha




Tot ke Bikhar gaye Hum
Jab Unhon Ne Dor jane Ko
Kaha...!!!

Ek Pal me Humse Bichhad
Jane ko kaha...!!!

Jante hain Hum un ke
Inkaar ka Matlab...!!!

Khamosh Lafzo me
Unhone Mar jane ko
Kaha...!!!


Tuesday, May 14, 2013

Teri Bewafae Me Dil Bekarar Hi Na Karoon




Teri Bewafai me dil bekarar hi na karoon
Tu Hukm De to tera Intazaar Hi Na Karoon,

Tu Bewafa Hai to Kuch is kadar Bewafai Kar
Ke Tere baad main Kisi Aur Se Pyaar na Karoo...!!!