Showing posts with label N. Show all posts
Showing posts with label N. Show all posts

Friday, May 24, 2013

Najanay Kis Ke Muqdar Main Tu Likha Hai Magar




Najanay Kis Ke Muqdar Main Tu Likha Hai,
"MAGAR"
Yeh Such Hai Ke Jana Umeedwar Ham Bhi Hain...!!!

Thursday, May 23, 2013

Nadan na'samajh dil! Matt talash ker usay yahaN ab!




Nadan na Samajh Dil! Matt Talash Kar usay Yahan Ab!

Sheher-E-Muhabbat Me Kooey-E-Wafa, Kahein Nahin Hai...!!!


Wednesday, May 22, 2013

Nikal Raha Tha Subha Tak Mery Honto Se Lahoo



Nikal Raha Tha Subha Tak Mery Honto Se Lahoo,

Raat Iss Qadar Chooma Tha Teri Tasveer Ko Meiny...!!!


Nazar Jab Us Se Milti Hai Main Khud Ko Bhul Jata Hoon




Nazar Jab Us Se Milti Hai
Main Khud Ko Bhul Jata Hoon,

Bus Ek Dhadkan Dhadkati Hai
Main Khud Ko Bhul Jata Hoon,

Main Aksar Yahi Kahta Hoon
Main Tujhse Piyar Karta Hoon,

Magar Jab Woh Yeh Kahta Hai
Main Duniya Bhul Jata Hoon....!!!


Friday, May 17, 2013

Na Kyia Kar Shikwa Uss Ki Berukhi Ka Ey Dil




Na Kyia Kar Shikwa Uss Ki Be Rukhi Ka
"Aey Dil"
Tu He Yaad Kar Liya Kar Ussey
Yeh Soch Kar Kay To Tu Bewafa nhi...!!!


Thursday, April 4, 2013

Nazar mein utery jate han Gulaab ahista ahista




Nazar mein utery jate han Gulaab ahista ahista
Mohabbat ho rahi hai BeHijaab ahista ahista,

Suna ha woh kitabon m hamara naam likhty han
Tbhi to woh bhi parhty han kitaab ahista ahista,

Dilon mein dooriyan hon to mobhabbat aur barhti hai
Samajh aaye ga un ko ye hisaab ahista ahista...!!!