Showing posts with label Love Urdu Quotes. Show all posts
Showing posts with label Love Urdu Quotes. Show all posts

Wednesday, March 20, 2013

Kaash Ke Koi Hamara Bhi Hota




Kaash Ki Koi Hamara Bhi Hota,

Seena Taan Ke Chalte Ishq Ki Galiyon Me..!!


Tuesday, March 19, 2013

MOAT Par Bhi Mujhe YaQen Hai TUM Par Bhi Aitebaar Hai



MOAT Par Bhi Mujhe YaQen Hai TUM Par Bhi Aitebaar Hai,

Dekhna Hai Pehlay Kon Aata Hai MUJHE Dono Ka INTEZAR Hai..


Friday, March 15, 2013

Mene Khud Ko Mein Kehna Chhod Diya



Mene Khud Ko "MAIN" Kehna Chhod Diya,

Jab Se Ussne Kaha, Tum Meri Ho...


Teri Khushiyon Se Tujko Sada Hai Milaana




Teri khushiyon se tujko sada hai milaana
Isliye ghum apne mujhe sahte jaana,

Tere chehere ki rangat se khamosh ab main
Tere hi liye ,tera gunaah hai chipana,

To kya gar man tera bhatkta hi rahta
Sachi ek rah pe tujhe hai chalaana,

Tuje to bus sirf ek naya chehra hi bhaata
Chune ki chah bus dil me liye jo chalta,

Na bandhan, na bojh mere rishte ka tuje dungi
Tu kamzor dil, tere bus me nhi muje paana.


Guzaare Un Lamhon Pe Chadar Ek Dosti Ki Audha Kar




Guzaare un lamhon pe chadar ek dosti ki audha kar
Bin pyar ke sang mere pariwar apna basa kar,

Barson ke mere sath ko pal bhar me bhula kar
Gaya hai muje nazron me meri aur gunahagaar banakar.





Ghum Hua Is Kadar Wajood Apna Mita Gaya



Ghum Hua Is Kadar Wajood Apna Mita Gaya,

Takdeer Ne Bhi Usko Kya Se Kya Bana Diya....


Thursday, March 14, 2013

Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs



Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs,

Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe Aur Tumse Piyar Bhi Kare.


Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno



Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno,

Unhon Ne Din Ko Raat Kaha Hum So Gaye..


Teri Galiyon Ke Raastey Anjaan Lagtey Hain




Teri galiyo k raastey anjaan lagtey hain
Ab ye dard bi mujhe mehmaan lagtey hain,

Wafa kya karengy meri tarah ye Farishtey
Harkato se to ye bhi insaan lagtey hain.


Tumhain Yaad Karti Hun




Tumhain Yaad Karti Hun, To
Khud Ko Bhool Jati Hon,

Hadd-E-La-Chari Daikho, Na Tum
Mere... Na Mein Apni Hun....


Meri Barbaadiyon Par Mujhe Naaz Hai



Meri Barbaadiyon Par Mujhe Naaz Hai,

PAGAL Hain Wo Log Jo Isey ISHQ Kehtey Hain...


Tujhe Jo Maloom Hotay Wafa Ke Rasm-o-Riwaaj Saray




Tujhe Jo Maloom Hotay Wafa Ke Rasm-o-Riwaaj Saray,

Mohabbaton Main Hamara Qissa, Misaal Hota, Kamaal Hota..!!


Patton Ka Kya Qasoor Hawa Le Udi Jidhar



Patton Ka Kya Qasoor Hawa Le Udi Jidhar,

Ilzam-e-Bewafai Magar, Unke Sar Gae...


Aane Ko Kabhi Yuh Bhi Aao Mere Paas




Aane Ko Kabhi Yon Bhi Aao Mere Paas,

Ky Aane Me Lamha Aur Jaane Me Zindagi Guzar Jaaye..