Showing posts with label Good Night Shayari. Show all posts
Showing posts with label Good Night Shayari. Show all posts

Thursday, May 23, 2013

Muhabbaton Ka Bhed Hamain To Ab Tak Samajh Nahi Aaya




Mohabbaton ka Bhed Humen to ab tak Samajh nahin Aaya 
Akhiri Morr Murnay tak hum Muntazir Thay,

Koi Daaman Thaam Lay Hamara 
Koi Shama Shayad Jali ho Kaheen,
Us Gali say Guzer Aaey...!!!


Kooey-E-Wafa Se Hum Hazar Bar Guzer Kay Aaay




Kooey-E-Wafa se hum Hazar Bar Guzer kay Aay 
Magar koi Sada-E-Shanasa bhi na Aaey Kaheen Say,

Mohabbaton Me woh jo Dawaa Gir Tha,
Taa abd Intezar ki Shama Jalaay Rakhnay Ka,

Woh kaheen Nazar Nahi Aaya...!!!


Monday, April 22, 2013

Shab-E-Hijran Me Raat Bhar Neend Hansti Hai Mujh Par Door Khari



Shab-E-Hijran Me Raat Bhar,

Neend Hansti Hai Mujh Par Door Khari...!!!


Shaam Hote Hi Nigahoon Me Utar Aaty Ho



Shaam Hote Hi Nigahoon Me Utar Aaty Ho,

Dil Ki Dharkan Tere Peron Ki Dhamak Lagti Hai...!!!


Meri Nendain Ujaarny Waly Abb Tere Khwab Kon Dekhega



Meri Nendain Ujaarny Waly...,

Abb Tere Khwab Kon Dekhega...???


Main Uska Hon Yeh Raaz Woh Janta Hai Faraz



Main Uska Hon Yeh Raaz Woh Janta Hai,
"Faraz"
Woh Kiska Hai Yeh Sawal Mujhy Sone Nahi Deta...!!!