Showing posts with label E. Show all posts
Showing posts with label E. Show all posts
Thursday, April 18, 2013
Saturday, April 6, 2013
Ek Saat-E-Giraan Hon Mujhe Bhool Jaaiye
Thursday, April 4, 2013
Ek Toote Huwe Dil Ki Aawaaz Mujhe Khaey
Labels:
Dil,
Dil Poetry,
Dukh,
Dukh Poetry,
E,
Gham,
Gham Poetry,
Hijar,
Hijar Poetry,
Sad Poetry
Wednesday, April 3, 2013
Monday, April 1, 2013
Ek Larki Pagli Si Deewani Si
Ek larki!
Pagli si, Deewani si,
Masoom Si Anjani si.
Apni Ghar ki Mundair pe baithi.
Un Galiyon aur chubaron ko,
un koochon aur Bazaron ko,
Dekhti Hai,
Jahan us ne apna Bachpan guzara tha,
Uski Aankhon main Tha,
Intzaar......,
Kisi ka!
Mager Usay kon Samjaye,
Ke bachpan k Waaday to,
Kachi dor ki terha hote hain,
Aur,
Bhala, Jane wale,
kab Loat ker Aate hain,
Kab loat k aate hain.............!
Saturday, March 30, 2013
Ek Muddat Say Yeh Dil Tujhko Sadaa Daita Hai
Ek Muddat say yeh Dil Tujhko Sadaa Daita Hai
Kitna Nadaan Ha Yeh Khud Ko Saza Daita Hai
Ham Tu Har Sham Jhalatay Hain Umeedon Ka Chiragh
Janay Phir kon Usay Aa Kar Bujah Daita Hai
Tumhari Yaad Ka Yeh B Ajab Tamasha Hai
Waqt Bewaqt Mujay Tum Say Mila Daita Hai
Main Rait-e-Arzu Par Roz Khawab Likhta Hon
Woh Ban Kar Moj Har Aik Khawab Mita Daita Hai
Main Badnaseeb koi Rah Ka Pathar Tu Nahi
Ke Jo Bhi GuzRay Wo ThokaR Laga Daita Hai....
Friday, March 29, 2013
Thursday, March 28, 2013
Ek Ajnabi Hai Magar Rooh Shanas Lagta Hai
Ek Ajnabi Hai Magar, Rooh Shanas Lagta Hai
Meri Tarha Mujhe Woh Bhi Udaas Lagta Hai,
Karon Talash Toh Ho Shaq Wajood Par Usky
Jo Aankhein Band Karun Toh Aas Paas Lagta Hai..!!!
Labels:
2 Line Shayari,
Ashaar,
Chaahat,
Chaahat Poetry,
E,
Love Poetry,
Love SMS,
Love Urdu Shayari,
Muhabbat,
Muhabbat Poetry,
Piyar,
Piyar Poetry,
Romantic Poetry,
Romantic Shayari,
Romantic SMS,
Two Lines Poetry,
Two Lines SMS
Wednesday, March 27, 2013
Tuesday, March 26, 2013
Ek Aas Ek Ehsaas Meri Pyaas Or Bas TUM
Ek aas,
-Ek ehsaas,
-Meri pyaas,
Or
-Bas TUM...!
-Ek sawaal,
-Ek majaal,
-Tumhara khayaal,
Or
-Bas TUM...!
-Ek baat,
-Ek raat,
-Tumhara saath,
Or
-Bas TUM...!
-Ek dua,
-Ek faryaad,
-Tumhari yaad,
Or
-Bas TUM...!
-Mera junoon,
-Mera sukoon,
-Bas TUM,
Or
-Bas TUM...!
>*Sirf Tum *<
Labels:
Chaahat,
Chaahat Poetry,
E,
Ghazals,
Happiness,
Happiness Poetry,
Hindi Ghazals,
Hindi Poetry,
Muhabbat,
Muhabbat Poetry,
Poetry,
Romantic Poetry,
Romantic Shayari,
Romantic SMS,
Urdu Ghazals,
Urdu Poetry,
Urdu Shayari,
Wafa,
Wafa Poetry,
Wafa SMS
Ek Pal Unke Bina Bitana Mushkil Huaa
Ek Pal Unke Bina Bitana Mushkil Hua,
Chaha to Bahut Par Door Jana Mushkil Hua,
Kun ho Gye Woh Is Kadar Apne
Ke Unki Galti Par bhi Ruth Jana Mushkil Hua...
Labels:
Ashaar,
Chaahat,
Chaahat Poetry,
E,
Happiness,
Happiness Poetry,
Love Shayari,
Love SMS,
Muhabbat,
Muhabbat Poetry,
Poetry,
Romantic Poetry,
Romantic Shayari,
Romantic SMS,
Two Lines SMS,
Urdu Poetry,
Urdu Shayari,
Wafa,
Wafa Poetry,
Wafa SMS
Sunday, March 24, 2013
Ek Larki Rozana Gali Say Guzra Karti Thi
Ek Larki Rozana Gali Say Guzra Karti Thi,
Uskay Chehray Par Niqaab Hua Karta Tha,
Aik Larka Us Pay Marta Tha,
Shayed Woh Us Say Payar Karta Tha,
Ek Din Us Larki Nay Us Larkay Kay Parosi Say Pocha,
To Usnay Bataya Aap Ko Aanay Mein Bohat Dair ho Gai,
Us Dewanay Ki Teen Din Pehlay Hi Mout Ho Gai,
Parosi Nay Apna farz Nibhaya,
Larki Ko Qabar Tak Lay Aya,
Larki Qabar Par ronay Lagi,
Apnay AshqoN Say Qabar ko Bighonay lagi,
Tab Qabar Say Awaaz Aai,
Aye Khuda Yeh Kesa Inqlaab Aya Hay,
Aaj Main Parday Mein Hon,
Aur Mera MEHBOOB bay Niqaab Aya Hay.
Wednesday, March 20, 2013
Ek Muskurahat Dekh Kar Mere Chehre Par Usey Sukoon Mil Jata Hai
Labels:
2 Line Shayari,
Ashaar,
Dukh,
Dukh Poetry,
E,
Happiness,
Happiness Poetry,
Ishq,
Ishq Poetry,
Love Poetry,
Love SMS,
Muhabbat,
Muhabbat Poetry,
Poetry,
Tanha,
Two Lines Poetry,
Two Lines SMS,
Urdu Poetry,
Urdu Shayari
Monday, March 18, 2013
Wednesday, March 13, 2013
Thursday, February 28, 2013
Tuesday, February 26, 2013
Subscribe to:
Posts (Atom)



















