Monday, May 6, 2013

Bohat Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifeyat




Bohat Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifeyat,

Zakham Ka Koi Nishaan Nahi Aur Takleef Ki Koi Intiha Nahi...!!!


Zindgi Aa Beth Zara Baat To Sun



Zindgi Aa Beth Zara Baat To Sun,

Muhabbat Kar Betha Hoon Koi Mashwara To De...!!!