Thursday, May 23, 2013

Taiz Hawa Ney Mujh Sey Poocha




Taiz Hawa Ney Mujh Sey Poocha
Rait Pey Kya Likhtey Rehtey Ho? 

Kaash Koi Humsey Bhi Poochey
Raat Gaye Tuk Kyon Jaagey Ho...???


Main Darya Sey Bhi Darti Hoon Tum Darya Sey Bhi Gehrey Ho




Main Darya Sey Bhi Darti Hoon
Tum Darya Sey Bhi Gehrey Ho!

Koun Si Baat Hai Tum Main Aisi
Itney Achey Kyon Lagtey Ho...???