Monday, February 25, 2013

Aankhon Main Koi Khwab Utarnay Nahi Deta




Aankhon main koi khwab utarnay nahi deta
Ye dil k mujhay chain se marne nahi deta,

Bicharray tu ahab pyar jatata hay hathon main
Mill jaye tu phir had se guzaarnay nahi deta..


No comments:

Post a Comment